| Shayari
SmS Messages |
bin dekhay tere tasveer bana
saktay hain.
bin milay tera haal bata saktay hain.
hamaree chahat main itna dam hai k.
apni aankhon say tera aansoon gira saktay hain. By Rizwan Sanaullah
TUM waapis kub ao gey
Jab Tum chalay jao gey,
To yaad mujay Tum ao gey,
Cheraay per udasi chaege,
Ankhoon me ansoo aain gey,
Gham saray bhool jaoon ga,
Sirf aik khayaal reh jai ga,
TUM waapis kub ao gey,
Aur mujko kitna terpaoo gey,
Tum yaad mujhe ao gey,
Hatoon ko jub me dekhoon ga,
to pyar dekhai de ga,
Ratoon ko jub me sooan ga,
Khaboon me sirf TUM ao gey,
Main rohoon ga mar jaoon ga,
Bus aik khayaal reh jai ga,
TUM waapis kub ao gey,
Aur mujh ko kitna terpaoo gey,
TUM yaad mujay ao gey..!! By Blue Boy
Waqt nur ko benur kar deta hai,
Thode se jakham ko nasur kar deta hai,
Kaun chahata hai Doston se dur rehna,
Par waqt sab ko majbur kar deta hai...By Harsh
Raat Hogi to Chand Dikhayi Dega
Khawabo Mein Tujh Ko Mera Hi
Chehra Dikhayi De Ga
Yeh Mahabbat Hai Zara Soch Kar Karna
Ek Aansoo Bhi Gira To Sunayi Dega.
|
|